durood shareef

Islamic Sms


Jo namaz k doran Sif kay khula ko pur karay ga Allah Azawajal us ka aik darja buland farmaye ga aur us kay lye jannat mein aik ghar banaey ga.Tibrani, j4,pg225

Jo namaz k doran Sif kay khula ko pur karay ga Allah Azawajal us ka aik darja buland farmaye ga aur us kay lye jannat mein aik ghar banaey ga.Tibrani, j4,pg225

Kamil Tareen Mo'min wo hai jis kay Ikhlaak sab say behter hon aur jo apnay ghar walon par sab say ziada narmi karnay wala ho.(Tirmizi, j4,p278)

Aourat par sab say ziada haq us kay shohar ka hai aur mard par sab say ziada haq us ki maa ka hai.(Mastadark, jild8, pg208)

Nijat kiya hai?Farmaya: apni zaban apnay kabu mein rakho aur apnay ghar ko wasee rakho aur apnay gunah par roya karo.(Tirmizi, jil4, page182)

Agar bachtay raho kabeera Gunahon say jin ki tumhain muma`nat hai tu tumharay aur Gunah hum bakhsh dain gay aur tumhain izzat ki jaga dakhil karain gay ( Al-Nisa )

Jo Dunya mein kisi Musalman ki parda poshi karay ga. Allah Azawajal Dunya wa Akhairat mein uski parda poshi farma`ay ga ( Muslim, pg 1447)

Jo shaks Allah Azawajal ki riza kay lye Yaseen sharif parhay ga, us kay sabika gunahon ki magfirat ho ja`ay gi.Lihaza is ko apnay murdon kay pas parho.( Darmi)

Har wo Zakham jo Allah Azawajal ki raah mein lagay Qiyamat kay din tak taaza rahay ga.us say surk rang ka kahoon behta hoga aur us ki khusbu muskh jaisi hogi.

Mohtaj aur miskeen ki Parwarish kay lye koshish kernay wala Allah Azawajal ki raah mein jahaad kernay walay ki tarah hai ( sahi Muslim, pg:1592)

Jisay ye Pasand ho kay Allah Azawajal ki barigaah mein pesh hotay waqt Allah Azawajal us par razi ho usay chahye kay wo kasrat say Durood Parhay.

Jis maeyt par so(100) musalman namaz parhain, Allah Azawajal us ki magfirat farma deta hai.(Majma-al-zawa`id, pg148)

Tumhara apnay Musalman bahi kay Dil mein khushi dakhil kerna magfirat ko wajib kernay walay a`maal mein say hai.( Majma-al-zawa`id, j18, pg 352)

Sarkar Salallaho Alehi Wasalam nay farmaya: Quran Parha karo kyonkay ye Qayamat kay din apnay parhny waloun ki shafa`at kary ga ( Muslim, pg403)

App Salallaho Ta`la alehi wasalam nay farmaya: Jis nay jummay kay din Gusal kiya us kay Gunah aur khata`ain Maaf kerdi ja`ain gi.( Majma-al-zawaid,j2 page391)



**Hadis e Pak** " 1 Musalman dosry Musalman ka bhai hay wo na tu us par zulm karta hay na (mushkil halaat main) usy beyar o madadgar chorta hay "

Shukar ALLAH PAAK ka jis ne aap jaise insan se mera taluq jora magr afsos k mujh se kafi ghaltiyan bhi hui jo meri dunia o aakhrat ki nakami ka sabab bn sakti hain, Ho sakta hay pichlay saal SHAB.E.BAARAT pe mera AAMAAL NAMA meri ghaltion k sath band ho gaya ho, Agr kisi waqt meri kisi baat ne aapko dukh pohnchaya to KHUDARA mujhe maaf ker dein meharbani.. ALLAH TAALA maaf karne walon ko pasand karta hai. Me ap se dil se mafi chahta hn Plz duWao ma zaror yad rkhna

**Hadis e Pak** " Kisi Musalman ko jaiz nai k wo kisi Musalman ko khofzada kary " (ABU DAUD V4 P391 H5004)

"if you have only one Bread and you are Hungry, you will never give it to the Birds, "if you have only one Bottle of Water And you have to cross a Desert, you will never Wash your Feet with it, "You have only one Life with which you have to earn JANNAT, so how can you Waste it in useless Deeds?? Realize the importance of your Precious Life, Because we will be Questioned by ALLAH PAAK about it on the day of Judgment. Think deeply about it !!!

**Hadis e Pak** " Jo shakhs apny (Musalman) bhai k kam ata rehta hay Allah usky kam main (madad karta) rehta hay " (BUKHARI V2 P862 )

Prayers & seeds are similar in nature. Both having nothing within, but have the potential of creating everything..!! So remembr me in ur prayers :)

**Hadis e Pak** Jis nay Meri Sunnat say mohabat ki us nay Mujh say mohabat ki or jis nay Mujh say mohabat ki wo Jannat main Mere sath hoga (IBNE ASAKIR V9 P343)

..... Nice words..... ...Jis ko Allah ne dua ki tofeeq di ho... ...Wo qabooliat se mehroom nahi reh sakta... ...Jise Allah astaghfaar ki tofeeq de... ...wo maghfirat se mehroom nahi reh sakta... ...Aur... ...Jis ko Allah shukar ki tofeeq ata kar de... ...wo naimat se mehroom nahi reh sakta....

Pyary Allah Pak !! Main nhi janta mery Dosto ko kya kya mushkilat hn pr Tu sb janta hy!! Main unki khamoshi or Tu unki aaho baqa sunta hy.. main unko hansty dekhta hu or Tu unko roty.. main unka zahir dekhta hu jabky Tu unki rooh tk sy waqif hy.. .Allah Pak main tujhsy dua krta hu k inhay wo sb kuch ata kr jiski inko zroorat hai,unki mushkilo ko door kr or unko aany wali zindgi my khushiyan or kamyabiyan ata kr or koi gham inky qreeb na aay ..!! (Ameen)

1 Bazurg Farmaty Hen K: DiL Ki 3 Ragen Hoti Hen. Agr Apny Eman Ko Parakhna Hy K Mera Dil Zinda Hy Ya Nehi! To 1: Quran Khol K Parho Dekho Dil Lag Raha Hy Ya Nai? 2: Us Mehfil Men Betho Jahan ALLAH Ka Zikr Ho. Dekho Dil Lagta Hy Ya Nai? 3: Tanhai Men Beth K Dekho K Kya Tumhari Tanhai Pak Saf Hy Khuda B Yad Aata Hy K Nai? Jawab Haan Men Hy To Tumhara "DIL" Abhi Zinda Hy. Agr Jawab Na Hy To Daro Or ALLAH Sy Dua Kro K Tum Py Rehm Frmaye...!!!

"Insan B Kitna KHUD GHARZ Hy Jab Kisi Ko PASAND Karta Hy To Uski BURAIYAN Bhol Jata Hy OR Jab Kisi Se NAFRAT Karta Hy To Uski ACHAIYAN Bhol Jata Hy"

Salam Mere Dada Jaan Ka Riza e Elahi Azawajal Say Kaal Intikal Hogaya 1 Bar Sureh Fatiha 3 Bar Sureh Iklas Par kar Esal e Sawab Kardyn. or App Say Request Hai Dua Karen ALLAH AZAWAJAL Unki Bakshish O Magfirat Farmaye. Ameen Suma Ameen Rehan Raza

~MAH-E-SHAWAL K 6 ROZAY~ Hazrat Abu Ayub Ansari Radi allahu anha bayan farmaty hain k Rasool Allah Salallahu Alyhi wasallam ne irshad farmaya "Jisny Ramazan k Mahiny Bhar k Rozay Rakhy aur usk foran baad He Shawal k b 6 Rozay Rakhy tou Goya us ne Hamesha Zamany bhar k Rozay Rakh liye_" (Muslim Sharif)

10th Rozy ki Dua... Ay mery Prvrdigar hm Imaan laye,jis kay baa'is tu hmen bakhsh day or tu sb Reham krny walo se behtar Reham krny wala hai, Ay mery Malik aj Rehmat k ashray ka akhri din hy bus ,tu hmen apni Rehmat se mehroom na kryna Ameen...

ik Qafla ek andheri Gali se guzra,unke paon me kankriyan chubhin,kch Logo ne is khyal se k ye ksi aur ko b chub skti hen,Neki ki khatir utha kr jaib me rkh len.Kch ne zyada kch ne km Jb andhery sy bahr a kr dkha to wo Heere thy jinhone uthae wo pchtae k kam q uthae,jinho ne na uthae wo b pachtae Dunya ki zindgi ki misal isi andhery ki hy,Neki kankrion ki trha h is zindgi me ki to wo akhrat me Heery jsi qemti hogi
Every Muslim have 5 rigths on other muslim 1.Salam karna 2.Temardari karna 3.Acha Mashwara dyna 4.Dawat Qabol karna 5.janaze me shark ho na

Sarkar Salallaho Ta'ala Alehi wassalam nay farmaya kay Tum log hassad say bacho kunkay hassad naikyoon ko is tarah khajata hai jaisay aag lakriyun ko(abu daood)

Ramazan mein iftaar aur sahri kay waqt dua qabul hoti hai, yani iftaar kertay waqt aur sahri kha ker, yeh martaba kisi mahenay ko hasil nai.(Faizan e Ramazan)

Wo ghar jis main ALLAH (Azzwajal) ka nam lia jata hai, Or wo ghar jis main ALLAH (Azzwajal) ka nam nahi lia jata, In dono ki Misal"ZINDA"aur"MURDA"ki si hai

agar bandon ko maloom hota k ramazan kia hai to meri ummat tamanna karti k kaash! Pura saal ramazan hi ho(Sahee ibne khuzaimah jild,3 page,190)

Rahm (Maan k pait men) men sab se pehly Shahaadat ki ungli banti he.Qabr men sab se aakhir men fana bandy k sir ki Haddi hoti he. (Ma'arej-un-Nubuwat)

Sarkar-e-Madina Salallaho Alehi Wassalam ka farman hai,jo baat kerta hai aur logoon ko hansanay k lye jhoot bolta hai, us k lye halakat hai(faizanesunnat p691)

Jo shakhs Jumua ky din apny naakhun kaat'ta hy, Allah Azzawajal us sy beemari nikaal kar shifa dakhil kar deta hy. (Musanif Ibn-e-Sheeba, Jild#2, Page#65)

Allah Ta'ala nay farmaya:Jo log meray Jalaal ki waja say aapas mein mohabat rakhtay hain un kay lye noor ka menmber hai(tirmizi, j4, p174)

B?sh?k ?LL?H TA'ALA RAMAZAN k har d?n or r?at m?in 1 t?d?d j?ha?am s? az?d farm?ta h? or RAMAZAN k har d?? or r?at m?in m?slam?? k? d?a qabul k? j?t? h?. Aj ASHRA-e-REHMAT ki aakhri raat hay Aj ALLAH se DUA mange key ALLAH apni REHMAT ke sadqe me humain bhesab JANNAT ata farmade

Allah Ne Hazrat Moosa Se Farmaya,"Aye Moosa! Jab Tum mujh Se kalam kerte Ho To Tumhare Or Mere Beech main 70 Farishte Hote Hain, Magar Jab Hazrat Muhammad (Salallaho Alehi Wassalam) ki ummat mujh Se kalam kare Gi Tu un ke Or Mere Beech Koi Nahi Hoga,Ye WO Log Hain Jo IFTAR Ke waqt Mujh Se Dua mangte Hain, Main un ki Uss waqt Ki Dua Ko Qabool karta Hoon Or kabhi Rudd Nahi Karta

Rab-E-Jaha Ne Maa Ko Ye Azmat Kamal Di,Iski Dua Ne Musibat B Taal Di,QURAN Ne Maa K Pyar Ki Easi Misal Di,K KHUDA Ne Janat Utha K Maa K Qadmoo Me Dal Di

ALLAH AZAWAJAL aur us kay farishtay Sehri khanay waloon per Rehmat nazil farmatay hain(Sahi ibne hanan, j-5,p-194, Hadees:3458)

aap Salallaho Ta'ala Alehi Wa'aalihi Wasalam nay farmaya "jis nay achay tareekay say wazoo kiya aur sawab ki umeed par apnay musalman bhai ki ayadat ki usay jahanum say satar(70) saal k faslay tak dor kerdiya jaiga."(sanan abi daud, kitab al-janaiz, j.3, p-248, hadees:3097)

Be-zubanon ko jub "WO" ZABAN deta hai,Parhne ko phir "WO" QURAAN deta hai,Bakhshne pe aye jub ummat k gunahon ko,Tohfe mai gunahgaron 

No comments:

Post a Comment

 

Blogger news

Blogroll



About